Shyam Teri Bansi Pukare

Shyam teri bansi pukaare Radha naam, - Шьям, твоя флейта произносит имя Радхи
Shyam teri bansi pukaare Radha naam,
Log kare Mira ko yunhi badnaam. - Люди напрасно клевещут на Миру

Shyam teri bansi pukaare Radha naam,
Shyam teri bansi pukaare Radha naam,
Log kare Mira ko yunhi badnaam.
Log kare Mira ko yunhi badnaam.

Saawre ki bansi ko baajne se kaam, - Кришна постоянно играет на флейте
Saawre ki bansi ko baajne se kaam,
Radha ka bhi Shyam ho to Mira ka bhi Shyam. - Шьям принадлежит обоим и Мире, и Радхе
Radha ka bhi Shyam ho to Mira ka bhi Shyam.

Ooooo… Jamuna ki lahere bansibaj ki chaaiiya, - Волны Ямуны вторят мелодии флейты Кришны

Kiska nahin hain kaho Krisna Kanhaia. - Господь Кришна принадлежит всем

Jamuna ki lahere bansibaj ki chaaiiya,
Kiska nahin hain kaho Krisna Kanhaia.

Shyam ka diwana to sara Brijdhaam, - Весь Врадж любит Шьяма
Shyam ka diwana to sara Brijdhaam,
Log kare Mira ko yunhi badnaam.

Saawre ki bansi ko baajne se kaam,
Saawre ki bansi ko baajne se kaam,
Radha ka bhi Shyam ho to Mira ka bhi Shyam.
Radha ka bhi Shyam ho to Mira ka bhi Shyam.

Ooooo…. kaun jaane baansuriya kisko bulaye, - Кто знает, к кому призывает флейта,

Jiske man bhaaye yeh usike gun gaaye. - Восхваляет того, кого любит.

Kaun jaane baansuriya kisko bulaye,
Jiske man bhaaye yeh usike gun gaaye.

Kaun nahin,kaun nahin bansi ki dhoon ka gulaam, - Каждый очарован мелодией его флейты
Radha ka bhi Shyam ho to Mira ka bhi Shyam.
Radha ka bhi Shyam ho to Mira ka bhi Shyam.

Shyam teri bansi pukaare-aeae…. Radha-aa naaaaaaaam ooo…
Shyam teri bansi kanhaia teri bansi pukaare Radha naam,
Log kare Mira ko yunhi badnaam.

Radha ka bhi Shyam ho to Mira ka bhi Shyam.
Radha ka bhi Shyam ho to Mira ka bhi Shyam.